"GALTI MERI THI"
Usne mujhe chaha he nahi
Main chahat samajh baithi. . .
.
“GALTI MERI THI”
.
Uski pal bhar ki
muskurahat ko pyaar
samjh baithi . . .
.
“GALTI MERI THI”
.
Wo to har baat par han karta tha
Main he iqraar samjh baithi. . .
.
“GALTI MERI THI”
.
Usne mujhse zyada ehmiyat di apne dosto ko
Main uski ye adaa ko mazaak samjh baithi. . .
.
“GALTI MERI THI”
.
Usne kaha bhi tha koi or hai meri zindagi mein
Main he khud ko uski zindagi samajh baithi. . .
.
“GALTI MERI THI’
.
Mere izhaar par uski khamoshi ko

mai haan samjh baithi . . . .
.
:( ....GALTI MERI THI.... :(
No comments:
Post a Comment